"" naf ka ilaj naf utarne ka rohani ilaj aur Alamat

naf ka ilaj naf utarne ka rohani ilaj aur Alamat

naf ka ilaj naf ka rohani ilaj aj arz Kara hon is article par app is article ko pura pharhin inshallah aap ko zaror fayda hoga naf kuno utarte hai naf ka ilaj Kya wo mein arz karta hon aur naf utrane ke wajah bhi batata hon naf ke bare mein puri maloomat aap ko is artical mein mil jayegi ke naf hai kya kyon hoti hai kise wajah se hoti hai Sara is artical mein main arz kar deta hun 

naf ka ilaj
naf ka ilaj

Naf utarne ki alamat aur naf ka ilaj


naf kaise utarti hai alamat kya hai sir ilaj hosakta hai kabhi aapp ne kisi ko yah kahate hue suna Ho ke meri naf utar gai hai ya apni jagah se hat Gai hai magar kya yah waqai koi aariza hai? 

Allopathic ya digar mein dar hakikat naf ka apni jagah se hat jaane ka koi zikar maujud nahin aam taur per is ki alamat pet mein dard bhi hai qabz maide ke masail khane ki khawash khatm ho jana vagairah ho sakti hai


Naf utarne ki wajah naf ka ilaj


Ta Hum yah bhi durust hai ke yah masala lahq ho sakta hai aur iski wajah aam taur per bhari wazan uthana mamul se hat kar sakht mehnat karna kabhi khana na khana bhi ho sakta hai


Na utarne ki tashkhise kaise ho?


Agar to aap ko lagta hai naf uttari Hui hai to subah ke nashte se pahle anguthe ko naf per rakhin agar wahan wabreshan ya dhadkan ka ehsas ho to wo apni jagah per maujud hai dusri Surat mein wo apni jagah se hat chuki ho is tarah ek aur tarika mein chat letna hai chat let kar apne dono hath jisame ke phela Kar angothon ko dekhin agar wo donon ek dusre ke mutwaze Ya lewale per Na Ho to ya bhi Naf utarne ki nishani ho sakti hai 

 

Naf ka ilaj aur naf utarne ka rohani ilaj


Naf ka ilaj is qurani ayat ko likh Kar naf par bandh den buhat mujarab Amal hai 

naf ka ilaj
naf ka ilaj

Aur is qurani ayat ko rozana durood Pak ke sath saat 7 bar pharh Kar naf par dam Kar den buhat hi accha wazifa hai azmodah hai 


naf ka ilaj
naf ka ilaj