"" safar ki dua in urdu and Arabi

safar ki dua in urdu and Arabi

safar ki dua in urdu and Arabi English mein dua app pharh sakte hain Islamic dua for the travelling jab bhi insan safar karta hai tu mosalman safar ki dua zarror pharh ta hai dua se Banda hifazat mein rahta hai tu hamen chahea ke safar karte waqta dua zarror pharh Karin 


safar ki dua in urdu mein aik waqya

Ek martba ek buzurg Safar kar rahe the ke mere sath aik buzurag Safar kar rahe the to use waqt ek samundri tufan aane Wala tha to Kafi log kishti mein pareshan the wo bujurg khamosh baitha hua tha to sab logon ne poochha ke samudri tufan aane wala hai aap bilkul sukun ke sath baithe hue ho aap ko koi pareshani nahin hai to use bujurg ne bola ki maine alhamdulillah Safar ki Dua parh kar nikala hun alhamdulillah main Sahi salamat Apne Safar per pahunch jaunga kyun ke mujhe yakin hai ki mere Rab ne aur mere nabi ne Jo Dua sikhaiye use mein bahut hi barkatein Hain Jo yah Dua Safar ki padhakar nikalega vah Sahi salamat ke sath apni manjil per pahunch jaega.

wo safar ki dua in urdu mein ye hai lakin app is ko arbi me pharhin 

safar ki dua in urdu
safar ki dua in urdu

Dua balaun se hifajat karti hai


Makki madani sarkar sallallahu alaihi vasllam ka farman mushkubar hai musibat utarti hai phar Dua usse jakar milati hai phar kayamat tak vah donon jhagarate rahte hain

Iske alava agar aap Kisi Safar per Nahin ja rahe hain lekin aapke khandan aur doston mein se koi bhi kisi jagah ke liye ravana ho raha hai to aap bhi Dua padh sakte hain hadise pak mein mashhur hai yah rasul Allah sallallahu alaihi vasllam ne is Dua ki tarkeeb farmai isi Tarah Safar per nikalte waqt maksus duaen jise Ghar se nikalte waqt duaaen padh sakte hain safar ke dauran Allah pak se rahnumai Aur hifazat ka suwal karskte Hain